Intezaar shayari “Ye Intezaar Tera Mujhe Chain Se Marane Bhi Nahi Deta”

Baar Baar Khudkhushi Kar Rahi Kisto Main Zindagi Meri.
Ye Intezaar Tera Mujhe Chain Se Marne Bhi Nahi Deta.


Intezaar shayari “Ye Intezaar Tera Mujhe Chain Se Marane Bhi Nahi Deta”


बार बार खुदखुशी कर रही क़िस्तो मैं ज़िन्दगी मेरी .
ये इंतेज़ार तेरा मुझे चैन से मरने भी नहीं देता .



بار بار خدخشی کر رہی کستو میں زندگی میری .
یہ انتظار تیرا مجھے چین سے مرنے بھی نہیں دیتا .

Add a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *


Intezaar shayari “Log Dildaar Ki Raah Maut Tak Hi Dekhte Hain”
Log Dildaar Ki Raah Maut Tak Hi Dekhte Hain.
Ek Hum Hai Ki Khabar Mai Bhi Tera Intezaar Karte Hain.
लोग दिलदार की राह मौत तक ही देखते हैं .
एक हम है की ख़बर मै भी तेरा इंतेज़ार करते हैं .
لوگ دلدار کی راہ موت تک ہی دیکھتے ہیں .
ایک ہم ہے کی خبر می بھی تیرا انتیزار کرتے ہیں .




Intezaar shayari “Hairat Main Hain Dil Mujhe Kiska Hain Intezaar”
Muddat Ho Gayi Khwaab Main Bhi Nahi Aaya Khayal Neend Ka.
Hairat Main Hain Dil Mujhe Kiska Hain Intezaar.
मुद्दत हो गयी ख़्वाब मैं भी नहीं आया ख़याल नींद का .
हैरत मैं हैं दिल मुझे किसका हैं इंतज़ार .
مدّت ہو گی خواب میں بھی نہیں آیا خیال نیند کا .
حیرت میں ہیں دل مجھے کسکا ہیں انتظار .


Intezaar shayari “Ye Woh Gunah Hai Jo Hum Har Baar Karte Hain”
Chale Bhi Aao Ki Hum Tumse Pyaar Karte Hain.
Ye Woh Gunah Hai Jo Hum Har Baar Karte Hain.
चले भी आओ की हम तुमसे प्यार करते हैं .
ये वह गुनाह है जो हम हर बार करते हैं .
چلے بھی او کی ہم تمسے پیار کرتے ہیں .
یہ وہ گناہ ہے جو ہم ہر بار کرتے ہیں .


Intezaar shayari “Aaj Intezaar Tera In Ankho Ko Had Se Zyada Hai”
Ab Chale Bhi Aao Tum Khushnuma Mausam Bankar.
Aaj Intezaar Tera In Ankho Ko Had Se Zyada Hai.
अब चले भी आओ तुम ख़ुशनुमा मौसम बनकर .
आज इंतज़ार तेरा इन आँखों को हद से ज़्यादा है .
اب چلے بھی او تم خوشنما موسم بنکر .
آج انتظار تیرا ان انکھو کو حد سے زیادہ ہے .


Intezaar shayari “Yahi Soch Ke Guzarata Hu Apni Raate”
Yahi Soch Ke Guzarata Hu Apni Raate.
Shayad Kabhi Unhe Bhi Humara Intezaar Hoga.
यही सोच के गुज़रता हु अपनी राते .
शायद कभी उन्हें भी हमारा इंतज़ार होगा .
یہی سوچ کے گذارتا ہو اپنی رہتی .
شاید کبھی انھ بھی ہمارا انتیزار ہوگا .