Category: Phool SHAYARI

Phool SHAYARI “Khuda Kare Ke Har Ek Phool Jaam Ho Jae”


Phool SHAYARI “Khuda Kare Ke Har Ek Phool Jaam Ho Jae”
Woh Sehen-Ae-Baag Mai Aae Hai Maikashi Ke Liye.
Khuda Kare Ke Har Ek Phool Jaam Ho Jae.
वह सेहेन -ऐ -बाग़ मै आए है मैकशी के लिए .
ख़ुदा करे के हर एक फूल जाम हो जाए .
وہ صحن -اے -باگ می ے ہے میکشی کے لئے .
خدا کرے کے ہر ایک پھول جام ہو جاۓ .

Phool SHAYARI “Chaman Ke Rang Meri Choodiyo Mai Bhar Jae”


Phool SHAYARI “Chaman Ke Rang Meri Choodiyo Mai Bhar Jae”
Hawa Ki Tarah Woh Aae Toh Phool Ban Jau.
Chaman Ke Rang Meri Choodiyo Mai Bhar Jae.
हवा की तरह वो आए तो फूल बन जाऊ .
चमन के रंग मेरी चूड़ियों मैं भर जाए .
ہوا کی طرح وہ ے ٹوہ پھول بن جو .
چمن کے رنگ میری چوڑیو می بھر جاۓ .

Phool SHAYARI “Woh Phool Bhi Kaanto Ke Bistar Pe Khila Hoga”


Phool SHAYARI “Woh Phool Bhi Kaanto Ke Bistar Pe Khila Hoga”
Hum Jaan Chidakte Hai Jis Phool Ki Khushbu Par.
Woh Phool Bhi Kaanto Ke Bistar Pe Khila Hoga.
हम जान छिड़कते है जिस फूल की ख़ुश्बू पर .
वह फूल भी कांटो के बिस्तर पे लिखा होगा .
ہم جان چدکتے ہے جس پھول کی خوشبو پر .
وہ پھول بھی کانٹو کے بستر پی کھیلا ہوگا .