Intezaar shayari “Roz Roshan Hogi Meri Bhi Zindagi”

Kisi Na Kisi Roz Roshan Hogi Meri Bhi Zindagi.
Intezaar Subah Ki Roshni Ka Nahi Tere Aane Ka Hain.


Intezaar shayari “Roz Roshan Hogi Meri Bhi Zindagi”


किसी न किसी रोज़ रोशन होगी मेरी भी ज़िन्दगी .
इंतज़ार सुबह की रौशनी का नहीं तेरे आने का हैं .



کسی نہ کسی روز روشن ہوگی میری بھی زندگی .
انتظار صوبہ کی روشنی کا نہیں تیرے آنے کا ہیں .

Add a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *


Intezaar shayari “O Jaane Wale Aa Ke Tere Intezaar Mein”
O Jaane Wale Aa Ke Tere Intezaar Mein.
Raste Ko Ghar Banaye Zamane Guzar Gaye.
ो जाने वाले आ के तेरे इंतेज़ार में .
रास्ते को घर बनाये ज़माने गुज़र गए .
و جانے والے آ کے تیرے انتیزار میں .
راستے کو گھر بنے زمانے گزر گئے .


Intezaar shayari “Ye Woh Gunah Hai Jo Hum Har Baar Karte Hain”
Chale Bhi Aao Ki Hum Tumse Pyaar Karte Hain.
Ye Woh Gunah Hai Jo Hum Har Baar Karte Hain.
चले भी आओ की हम तुमसे प्यार करते हैं .
ये वह गुनाह है जो हम हर बार करते हैं .
چلے بھی او کی ہم تمسے پیار کرتے ہیں .
یہ وہ گناہ ہے جو ہم ہر بار کرتے ہیں .


Intezaar shayari “Yahi Soch Ke Guzarata Hu Apni Raate”
Yahi Soch Ke Guzarata Hu Apni Raate.
Shayad Kabhi Unhe Bhi Humara Intezaar Hoga.
यही सोच के गुज़रता हु अपनी राते .
शायद कभी उन्हें भी हमारा इंतज़ार होगा .
یہی سوچ کے گذارتا ہو اپنی رہتی .
شاید کبھی انھ بھی ہمارا انتیزار ہوگا .


Intezaar shayari “Hairat Main Hain Dil Mujhe Kiska Hain Intezaar”
Muddat Ho Gayi Khwaab Main Bhi Nahi Aaya Khayal Neend Ka.
Hairat Main Hain Dil Mujhe Kiska Hain Intezaar.
मुद्दत हो गयी ख़्वाब मैं भी नहीं आया ख़याल नींद का .
हैरत मैं हैं दिल मुझे किसका हैं इंतज़ार .
مدّت ہو گی خواب میں بھی نہیں آیا خیال نیند کا .
حیرت میں ہیں دل مجھے کسکا ہیں انتظار .


Intezaar shayari “Darwaza Khula Raha Intezaar Main”
Saari Raat Mere Ghar Ka Darwaza Khula Raha Intezaar Main.
Main Unki Raah Dekhta Raha Aur Wo Rasta Badal Chale Gaye.
सारी रात मेरे घर का दरवाज़ा खुला रहा इंतेज़ार मैं .
मै उनकी राह देखता रहा और वो रास्ता बदल चले गए .
ساری رات میرے گھر کا دروازہ خلا رہا انتظار میں .
میں انکی راہ دیکھتا رہا اور وو راستہ بدل چلے گئے .