Intezaar shayari “Hairat Main Hain Dil Mujhe Kiska Hain Intezaar”

Muddat Ho Gayi Khwaab Main Bhi Nahi Aaya Khayal Neend Ka.
Hairat Main Hain Dil Mujhe Kiska Hain Intezaar.


Intezaar shayari “Hairat Main Hain Dil Mujhe Kiska Hain Intezaar”


मुद्दत हो गयी ख़्वाब मैं भी नहीं आया ख़याल नींद का .
हैरत मैं हैं दिल मुझे किसका हैं इंतज़ार .



مدّت ہو گی خواب میں بھی نہیں آیا خیال نیند کا .
حیرت میں ہیں دل مجھے کسکا ہیں انتظار .

Add a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *


Intezaar shayari “Hume Tera Intezaar Ab Bhi Hain”
Dil To Toot Gaya Par Armaan Wahi Hai.
Rehte Ho Door Fir Bhi Pyaar Wahi Hain.
Hume Tera Intezaar Ab Bhi Hain.
दिल तो टूट गया पर अरमान वही है .
रहते हो दूर फिर भी प्यार वही हैं .
हमे तेरा इंतज़ार अब भी हैं .

دل تو ٹوٹ گیا پر ارمان وہی ہے .
رہتے ہو دور فر بھی پیار وہی ہیں .
ہمے تیرا انتظار اب بھی ہیں .



Intezaar shayari “Darwaza Khula Raha Intezaar Main”
Saari Raat Mere Ghar Ka Darwaza Khula Raha Intezaar Main.
Main Unki Raah Dekhta Raha Aur Wo Rasta Badal Chale Gaye.
सारी रात मेरे घर का दरवाज़ा खुला रहा इंतेज़ार मैं .
मै उनकी राह देखता रहा और वो रास्ता बदल चले गए .
ساری رات میرے گھر کا دروازہ خلا رہا انتظار میں .
میں انکی راہ دیکھتا رہا اور وو راستہ بدل چلے گئے .


Intezaar shayari “Roz Roshan Hogi Meri Bhi Zindagi”
Kisi Na Kisi Roz Roshan Hogi Meri Bhi Zindagi.
Intezaar Subah Ki Roshni Ka Nahi Tere Aane Ka Hain.
किसी न किसी रोज़ रोशन होगी मेरी भी ज़िन्दगी .
इंतज़ार सुबह की रौशनी का नहीं तेरे आने का हैं .
کسی نہ کسی روز روشن ہوگی میری بھی زندگی .
انتظار صوبہ کی روشنی کا نہیں تیرے آنے کا ہیں .


Intezaar shayari “Yeh Dil Bekarar Aaj Bhi Hai”
Kisi Nazar Ko Tera Intezar Aaj Bhi Hai.
Kaha Ho Tum Ke Yeh Dil Bekarar Aaj Bhi Hai.
किसी नज़र को तेरा इंतेज़ार आज भी है .
कहा हो तूम के यह दिल बेक़रार आज भी है .
کسی نظر کو تیرا انتظار آج بھی ہے .
کہا ہو تم کے یہ دل بکرر آج بھی ہے .


Intezaar shayari “O Jaane Wale Aa Ke Tere Intezaar Mein”
O Jaane Wale Aa Ke Tere Intezaar Mein.
Raste Ko Ghar Banaye Zamane Guzar Gaye.
ो जाने वाले आ के तेरे इंतेज़ार में .
रास्ते को घर बनाये ज़माने गुज़र गए .
و جانے والے آ کے تیرے انتیزار میں .
راستے کو گھر بنے زمانے گزر گئے .