Tag: پھول

Phool SHAYARI “Masla Phool Ka Hai Phool Kidhar Jayega”


Phool SHAYARI “Masla Phool Ka Hai Phool Kidhar Jayega”
Woh Toh Khushboo Hai Hawaon Main Bikhar Jayega.
Masla Phool Ka Hai Phool Kidhar Jayega.
वो तो ख़ुश्बू है हवाओं मैं बिखर जायेगा .
मसला फूल का है फूल किधर जायेगा .
وہ تو خوشبو ہے ہواؤں میں بکھر جاےگا .
مثلا پھول کا ہے پھول کدھر جاےگا .

Phool SHAYARI “Har Shaakh Par Phool Khila Nahi Karte”


Phool SHAYARI  “Har Shaakh Par Phool Khila Nahi Karte”
Koi Na Mile To Qismat Se Gila Nahi Karte Aksar Log Mil Kar Bhi Mila Nahi Karte.
Har Shaakh Par Bahaar Aati Hai Zaroor Par Har Shaakh Par Phool Khila Nahi Karte.

कोई न मिले तो क़िस्मत से गिला नहीं करते अक्सर लोग मिल कर भी मिला नहीं करते .
हर शाख पर बहार आती है ज़रूर पर हर शाख पर फूल खिला नहीं करते .

کوئی نہ میل تو قسمت سے گلا نہیں کرتے اکثر لوگ مل کر بھی ملا نہیں کرتے .
ہر شاخ پر بہار آتی ہے ضرور پر ہر شاخ پر پھول کھلا نہیں کرتے .