Category: Ibadat Shayari

Bollywood Shayari “Tujhe Yaad Kar Liya Hai Aayat Ki Tarah …”


Bollywood Shayari “Tujhe Yaad Kar Liya Hai Aayat Ki Tarah …”
Tujhe Yaad Kar Liya Hai Aayat Ki Tarah …
Ab Tera Zikr Hoga Ibadat Ki Tarah.
तुझे याद कर लिया है आयत की तरह ,
अब तेरा ज़िक्र होगा इबादत की तरह।
تجھے یاد کر لیا ہے آیت کی طرح
اب تیرا ذکر ہوگا عبادت کی طرح

Ibadat Shayari “Ek Baat Yaad Rakhiye”


Ibadat Shayari “Ek Baat Yaad Rakhiye”
Har Umar Mein Bas Ek Baat Yaad Rakhiye.
Dosti Or Ibaadat Mien Niyat Saaf Rakhiye.
हर उम्र में बस एक बात याद रखिये .
दोस्त और इबादत में नियत साफ़ रखिये .
ہر امر میں بس ایک بات یاد رکھیے .
دوستی ور عبادت میں نیت صاف رکھیے .

Ibadat Shayari “Kaash Ek Khawaish Poori Ho”


Ibadat Shayari “Kaash Ek Khawaish Poori Ho”
Kaash Ek Khawaish Poori Ho Ibadat Ke Baghair.
Wo Aakar Galey Lagale Ijazat Ke Baghair.
काश एक खवाइश पूरी हो इबादत के बग़ैर .
वो आकर गले लागले इजाज़त के बग़ैर .
کاش ایک خویش پوری ہو عبادت کے بغیر .
وو آخر گلے لگالے اجازت کے بغیر .

Ibadat Shayari “Meri Aadat Hai”


Ibadat Shayari “Meri Aadat Hai”
Rehna Yun Tere Khayalo Mien Yeh Teri Aadat Hai.
Koi Kehta Ishq Koi Kehta Ibadat Hai.
रहना यूँ तेरे खयालो में यह मेरी आदत है .
कोई कहता इश्क़ कोई कहता इबादत है .
رہنا یوں تیرے خیالو میں یہ میری عادت ہے .
کوئی کہتا عشق کوئی کہتا عبادت ہے .

Ibadat Shayari “Zubaani Ibaadat Hi Kaafi Nahi”


Ibadat Shayari “Zubaani Ibaadat Hi Kaafi Nahi”
Zubaani Ibaadat Hi Kaafi Nahi.
Khuda Sun Raha Hai Khayalat Bhi.
ज़ुबानी इबादत ही काफी नहीं .
खुदा सुन रहा है ख़यालात भी .
زبانی عبادت ہی کافی نہیں .
خدا سن رہا ہے خیالات بھی .

Ibadat Shayari “Khuda Ke Darbar Mein”


Ibadat Shayari “Khuda Ke Darbar Mein”
Woh Mile Bhi Toh Faqat Khuda Ke Darbar Mein.
Ab Tum Hee Batao Ibadat Karte Ya Mohabbat.
वह मिले भी तोह फ़क़त खुदा के दरबार में .
अब तुम ही बताओ इबादत करते या मोहब्बत .
وہ ملے بھی تو فقط خدا کے دربار میں.
اب تم ہی بتاؤ عبادت کرتے یا محبت.

Ibadat Shayari “Kar Sajda Ishq Ibadat Da”


Ibadat Shayari “Kar Sajda Ishq Ibadat Da”
Kar Sajda Ishq Ibadat Da.
Jadon Hath Cha Si Rab Man Jaa Si.
कर सजदा इश्क़ इबादत डा .
जड़ों हाथ च सी रब मन जा सी .
کر سجدہ عشق عبادت دا.
جدوں ہتھ چاسیں رب من جا سی.

Ibadat Shayari “Charunga Mai Na”


Ibadat Shayari “Charunga Mai Na”
Charunga Mai Na Us But-e-Kafir Ka Pujna.
Chore Na Khalq Go Mujhe Kafir Kahe Baghair.
छोड़ूँगा मैं ना उस बुत-ए-काफ़िर का पूजना.
छोड़े न ख़ल्क़ गो मुझे काफ़र कहे बग़ैर .
چھوڑوں گا میں نہ اس بت کافر کا پوجنا.
چھوڑے نہ خلق گو مجھے کافر کہے بغیر.

Ibadat Shayari “Haan Wo Nahi Khuda-Parast”


Ibadat Shayari “Haan Wo Nahi Khuda-Parast”
Haan Wo Nahi Khuda-Parast Jaao Wo Bewafa Sahi.
Jis Ko Ho Deen o dil Aziz Us Ki Gali Mai Jaaye Kyun.
हाँ वो नहीं ख़ुदा-परस्त जाओ वो बेवफ़ा सही
जिस को हो दीन ओ दिल अज़ीज़ उस की गली में जाए क्यूँ
ہاں وہ نہیں خدا پرست جاؤ وہ بے وفا سہی
جس کو ہو دین و دل عزیز اس کی گلی میں جائے کیوں

Ibadat Shayari “Dair Nahi”


Ibadat Shayari “Dair Nahi”
Dair Nahi Haram Nahi Dar Nahi Astan Nahi.
Baithe Hain Rahguzar Pe Gum Ghair Humain Uthaye Kyun.
दैर नहीं हरम नहीं दर नहीं आस्ताँ नहीं.
बैठे हैं रहगुज़र पे हम ग़ैर हमें उठाए क्यूँ .
دیر نہیں حرم نہیں در نہیں آستاں نہیں.
بیٹھے ہیں رہ گزر پہ ہم غیر ہمیں اٹھائے کیوں.