Intezaar shayari “Hairat Main Hain Dil Mujhe Kiska Hain Intezaar”

Muddat Ho Gayi Khwaab Main Bhi Nahi Aaya Khayal Neend Ka.
Hairat Main Hain Dil Mujhe Kiska Hain Intezaar.


Intezaar shayari “Hairat Main Hain Dil Mujhe Kiska Hain Intezaar”


मुद्दत हो गयी ख़्वाब मैं भी नहीं आया ख़याल नींद का .
हैरत मैं हैं दिल मुझे किसका हैं इंतज़ार .



مدّت ہو گی خواب میں بھی نہیں آیا خیال نیند کا .
حیرت میں ہیں دل مجھے کسکا ہیں انتظار .

Add a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *


Intezaar shayari  “Aehad Kar Gaye Aae Jo Khwaab Mai”
Toh Phir Naa Intezaar Mai Neend Aaye Umar Bhar.
Aane Ka Aehad Kar Gaye Aae Jo Khwaab Mai.
तोह फिर ना इंतज़ार मै नींद आये उम्र भर .
आने का एहद कर गए आए जो ख़्वाब मै .
تو پھر نا انتیزار می نیند اے عمر بھر .
آنے کا ایہد کر گئے ے جو خواب می .


Intezaar shayari ” Intezaar shayari”
Aaj Pehli Baar Unko Udaas Aaj Dekha Hain.
Mere Aane Ki Jisko Khabar Naa Thi.
Aaj Unki Ankho Main Intezaar Aaj Dekha Hain.
आज पहली बार उनको उदास आज देखा हैं .
मेरे आने की जिसको ख़बर ना थी .
आज उनकी आँखों मैं इंतेज़ार आज देखा हैं .
آج پہلی بار انکو اداس آج دیکھا ہیں .
میرے آنے کی جسکو خبر نا تھی .
آج انکی انکھو میں انتظار آج دیکھا ہیں .


Intezaar shayari “Ye Woh Gunah Hai Jo Hum Har Baar Karte Hain”
Chale Bhi Aao Ki Hum Tumse Pyaar Karte Hain.
Ye Woh Gunah Hai Jo Hum Har Baar Karte Hain.
चले भी आओ की हम तुमसे प्यार करते हैं .
ये वह गुनाह है जो हम हर बार करते हैं .
چلے بھی او کی ہم تمسے پیار کرتے ہیں .
یہ وہ گناہ ہے جو ہم ہر بار کرتے ہیں .


Shayari for Intezaar “Suno Mujhe Sirf Itna Bta Do”
Suno Mujhe Sirf Itna Bta Do
Intzaar Kru Ya Bdal Jau Tumhari Tarh
सुनो मुझे सिर्फ इतना बता दो
इंतज़ार कृ या बदल जाऊ तुम्हारी तरह
سنو مجھے صرف اتنا بتا دو
انتظار کرو یا بدل جاؤ تماری طرح


Intezaar shayari “Darwaza Khula Raha Intezaar Main”
Saari Raat Mere Ghar Ka Darwaza Khula Raha Intezaar Main.
Main Unki Raah Dekhta Raha Aur Wo Rasta Badal Chale Gaye.
सारी रात मेरे घर का दरवाज़ा खुला रहा इंतेज़ार मैं .
मै उनकी राह देखता रहा और वो रास्ता बदल चले गए .
ساری رات میرے گھر کا دروازہ خلا رہا انتظار میں .
میں انکی راہ دیکھتا رہا اور وو راستہ بدل چلے گئے .