Tag: Naseeb Shayari

Naseeb Shayari “Tera Na Milna”


Naseeb Shayari “Tera Na Milna”
Tera Na Milna Mera Naseeb Hi Sahi Lekin Ae Sanam.
Meri Qismat Mein Likha Hai Tujhe Toot Ke Chahna.
तेरा ना मिलना मेरा नसीब ही सही लेकिन ऐ सनम .
मेरी क़िस्मत में लिखा है तुझे टूट के चाहना .
تیرا نہ ملنا میرا نصیب ہی سہی لیکن اے صنم .
میری قسمت میں لکھا ہے تجھے ٹوٹ کے چاہنا .

Naseeb Shayari “Muqaddar Ki Likhawat”


Naseeb Shayari “Muqaddar Ki Likhawat”
Muqaddar Ki Likhawat Ka Ek Aisa Bhi Kayeda Ho.
Der Se Kismat Khulne Walo Ka Duguna Fayeda Ho.
मुक़द्दर की लिखावट का एक ऐसा भी कायदा हो .
देर से किस्मत खुलने वालो का दुगुना फायदा हो .
مقدّر کی لکھوات کا ایک ایسا بھی کیدا ہو .
در سے کسمت کھلنے والو کا دگنا فایدہ ہو .

Naseeb Shayari “Naseeb Hota Hai”


Naseeb Shayari “Naseeb Hota Hai”
Na Koi Kisi Ke Paas Hota Hai Na Koi Kisi Ke Dur Hota Hai.
Pyar Khud Chalkar Aata Hai Jab Koi Kisi Ka Naseeb Hota Hai.
ना कोई किसी के पास होता है ना कोई किसी के दूर होता है .
प्यार खुद चलकर आता है जब कोई किसी का नसीब होता है .
نہ کوئی کسی کے پاس ہوتا ہے نہ کوئی کسی کے دور ہوتا ہے .
پیار خود چلکر آتا ہے جب کوئی کسی کا نصیب ہوتا ہے .

Naseeb Shayari “Kon Kehta He”


Naseeb Shayari “Kon Kehta He”
Kon Kehta He Ke Aadmi Apni Kismat Khud Likhta Hai.
Agar Yeh Sach He To Kismat Mein Dard Kon Likta Hai?
कोण कहता हे के आदमी अपनी किस्मत खुद लिखता है .
अगर यह सच हे तो किस्मत में दर्द कोन लिकता है ?
کون کہتا ہے کے آدمی اپنی کسمت خود لکھتا ہے .
اگر یہ سچ ہے تو کسمت میں درد کون لکتا ہے ؟

Naseeb Shayari “Khush Naseeb Woh Nahi”


Naseeb Shayari “Khush Naseeb Woh Nahi”
Khush Naseeb Woh Nahi Jinka Naseeb Achha Hai.
Khush Naseeb Woh Hai Jo Apne Naseeb Par Khush Hai.
खुश नसीब वह नहीं जिनका नसीब अच्छा है .
खुश नसीब वह है जो अपने नसीब पर खुश है .
خوش نصیب وہ نہیں جنکا نصیب اچھا ہے .
خوش نصیب وہ ہے جو اپنے نصیب پر خوش ہے .

Naseeb Shayari “Naseeb Ke Khel”


Naseeb Shayari “Naseeb Ke Khel”
Naseeb Ke Khel Ko Bhi Ajeeb Tarah Se Khela Hai Hum Ne.
JO Na The Naseeb Main Usi Ko Toot Kr Chah Bethe.
नसीब के खेल को भी अजीब तरह से खेला है हम ने .
जो ना थे नसीब मैं उसी को टूट कर छह बैठे .
نسیب کے کھل کو بھی عجیب طرح سے کھلا ہے ہم نے .
جو نہ تھے نصیب میں اسی کو ٹوٹ کر چہ بیٹھے .

Naseeb Shayari “Mile To Hazaro Log”


Naseeb Shayari “Mile To Hazaro Log”
Mile To Hazaro Log The Zindagi Main Yaro.
Wo Sab Se ALag Tha Jo Qismat Main Nahi Tha.
मिले तो हज़ारो लोग थे ज़िन्दगी मैं यारो .
वो सब से अलग था जो किस्मत मैं नहीं था .
ملے تو ہزارو لوگ تھے زندگی میں یارو .
وو سب سے الگ تھا جو قسمت میں نہیں تھا .