Intezaar shayari “O Jaane Wale Aa Ke Tere Intezaar Mein”

O Jaane Wale Aa Ke Tere Intezaar Mein.
Raste Ko Ghar Banaye Zamane Guzar Gaye.


Intezaar shayari “O Jaane Wale Aa Ke Tere Intezaar Mein”


ो जाने वाले आ के तेरे इंतेज़ार में .
रास्ते को घर बनाये ज़माने गुज़र गए .



و جانے والے آ کے تیرے انتیزار میں .
راستے کو گھر بنے زمانے گزر گئے .

Add a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *


Intezaar shayari “Hume To Intezar Hain Bas Us Din Ka”
Hume To Intezar Hain Bas Us Din Ka.
Jab Humara Naam Tumhare Naam Ke Peeche Lagega.
हमे तो इंतज़ार हैं बस उस दिन का .
जब हमारा नाम तुम्हारे नाम के पीछे लगेगा .
ہمے تو انتظار ہیں بس اس دن کا .
جب ہمارا نام تمہارے نام کے پیچھے لگےگا .


Intezaar shayari “Darwaza Khula Raha Intezaar Main”
Saari Raat Mere Ghar Ka Darwaza Khula Raha Intezaar Main.
Main Unki Raah Dekhta Raha Aur Wo Rasta Badal Chale Gaye.
सारी रात मेरे घर का दरवाज़ा खुला रहा इंतेज़ार मैं .
मै उनकी राह देखता रहा और वो रास्ता बदल चले गए .
ساری رات میرے گھر کا دروازہ خلا رہا انتظار میں .
میں انکی راہ دیکھتا رہا اور وو راستہ بدل چلے گئے .


Intezaar shayari “Ye Woh Gunah Hai Jo Hum Har Baar Karte Hain”
Chale Bhi Aao Ki Hum Tumse Pyaar Karte Hain.
Ye Woh Gunah Hai Jo Hum Har Baar Karte Hain.
चले भी आओ की हम तुमसे प्यार करते हैं .
ये वह गुनाह है जो हम हर बार करते हैं .
چلے بھی او کی ہم تمسے پیار کرتے ہیں .
یہ وہ گناہ ہے جو ہم ہر بار کرتے ہیں .


Intezaar shayari “Waqt Be Waqt Tumhe Yaad Karti Hai”
Waqt Be Waqt Tumhe Yaad Karti Hai.
Dekh Na Le Ye Ankhein Tumhe Tab-Tak.
Ye Har Ghadi Tumhara Intezaar Karti Hain.
वक़्त बे वक़्त तुम्हे याद कराती है .
देख न ले ये आंखें तुम्हे तब -तक .
ये हर घडी तुम्हारा इंतज़ार करती हैं .
وقت بے وقت تمھ یاد کرتی ہے .
دیکھ نہ لے یہ آنکھیں تمھ ٹیب -تک .
یہ ہر غدی تمہارا انتیزار کرتی ہیں .


Intezaar shayari “Ye Intezaar Tera Mujhe Chain Se Marane Bhi Nahi Deta”
Baar Baar Khudkhushi Kar Rahi Kisto Main Zindagi Meri.
Ye Intezaar Tera Mujhe Chain Se Marne Bhi Nahi Deta.
बार बार खुदखुशी कर रही क़िस्तो मैं ज़िन्दगी मेरी .
ये इंतेज़ार तेरा मुझे चैन से मरने भी नहीं देता .
بار بار خدخشی کر رہی کستو میں زندگی میری .
یہ انتظار تیرا مجھے چین سے مرنے بھی نہیں دیتا .