Shayari for Sharab”Zāhid Sharāb Peene De Masjid Mein BaiTh Kar”


Zāhid Sharāb Peene De Masjid Mein BaiTh Kar
Yā Vo Jagah Batā De Jahāñ Par Khudā Na Ho.



Shayari for Sharab”Zāhid Sharāb Peene De Masjid Mein BaiTh Kar”


ज़ाहिद शराब पीने दे मुझको मस्जिद में बैठ कर
या वो जगह बता दे जहा खुदा न हो



ظاہر شراب پینے دے مسجد مے بیٹھ کر
یا وو جگہ بتا دے جہا خدا نہ ہو-

Add a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *


Shayari for Sharab “Aamaal Mujhe Apane Us Waqt Nazar Aaye”
Aamaal Mujhe Apne Us Waqt Nazar Aaye,

Jis Waqt Mera Beta Ghar Pee Ke Sharab Aaya.
आमाल मुझे अपने उस वक़्त नज़र आए ,
जिस वक़्त मेरा बेटा घर पी के शराब आया |
اعمال مجھے اپنے اس وقت نظر اے
جیس وقت میرا بیٹا گھر پی کے شراب آیا


Shayari for Sharab “Ek ghoot jo Sharab ki “
Ek ghoot jo Sharab ki ,
Maine labon se lagayi,
Toh samajh aaya ki,
Isse kadvi hai Teri Sacchai.
एक घूँट जो शराब की ,
मैंने लबों से लगायी ,
तोह समझ आया की ,
इससे कड़वी है तेरी सच्चाई |
اک گھونٹ جو شراب کی
مہینے لبوں سے لگی
ٹوہ سمجھ آیا کی
اسسے کڑوی ہے تیری سچائی


Shayari for Sharab ” Unhi Ke Hisse Me Aati Hai Ye Pyaas Aksar”
Unhi Ke Hisse Me Aati Hai Ye Pyaas Aksar
Jo Dusro Ko Peela Kar Sharab Peete Hai.
उन्ही के हिस्से में आती है ये प्यास अक्सर
जो दुसरो को पीला कर शराब पीते है.
انہی کے حصّے مے آتی ہے یہ پیاس اکثر
جو دوسرو کو پیلا کر شراب پیتے ہے -


Shayari for Sharab “Sharab Ke Bhi Anek Rang Hai Saki”
Sharab Ke Bhi Anek Rang Hai Saki
Koi Peeta Hai Aabad Hokar
To Koi Peeta Hai Barbaad Hokar.
शारब के भी अनेक रंग है सकी
कोई पीता है आबाद होकर
कोई पीता है बर्बाद होकर.
شراب کے بھی انک رنگ ہے ساکی
کوئی پیتا ہے آباد ہوکر
کوئی پیتا ہے برباد ہوکر-


Shayari for Sharab “Gamon  ko bhula deti hai Sharab”
Kaun Kehta hai ki,
Gamon  ko bhula deti hai Sharab,
Yeh toh vo saathi Hai,
Jo Dard ko baat leti hai.
कौन कहता है कि ,
ग़मों को भुला देती है शराब ,
यह तोह वो साथी है ,
जो दर्द को बाट लेती है |
کون کہتا ہے کی
گاموں کو بھلا دیتی ہے شراب
یہ ٹوہ وو ساتھ ہے
جو درد کو باٹ لیتی ہے