Shayari for Sharab “Nasha Mohabbat Ka Ho Ya harab ka”

Nasha Mohabbat Ka Ho Ya Sharab Ka
Hosh Dono Me Kho Jaate Hai.
Fark Sirf Itana Hai Ki Sharab Sula Deti Hai
Aur Mohabbat Rula Deti HAI.




Shayari for Sharab “Nasha Mohabbat Ka Ho Ya harab ka”


नशा मोहब्बत का हो या शराब का
होश दोनों में खो जाते है ,
फर्क सिर्फ इतना है की शराब सुला देती है
और मोहब्बत रुला देती है |



نشا محبّت کا ہو یا شراب کا
ہوش دونو مے خو جاتے ہے
فارک صرف اتنا ہے کی شراب سولہ دیتی ہے
اور محبّت رولا دیتی ہے

Add a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *


Shayari for Sharab ” Unhi Ke Hisse Me Aati Hai Ye Pyaas Aksar”
Unhi Ke Hisse Me Aati Hai Ye Pyaas Aksar
Jo Dusro Ko Peela Kar Sharab Peete Hai.
उन्ही के हिस्से में आती है ये प्यास अक्सर
जो दुसरो को पीला कर शराब पीते है.
انہی کے حصّے مے آتی ہے یہ پیاس اکثر
جو دوسرو کو پیلا کر شراب پیتے ہے -


Shayari for Sharab “Peete The Sharab Hum”
Peete The Sharab Hum Usne Chhudayi Apni Kasam Dekar,
Mehfil Mein Yaaron Ne Pila Di Ussi Ki Kasam Dekar.
पीते थे शराब हम उसने छुड़ाई अपनी कसम देकर,
महफ़िल में यारों ने पिलाई उसी की कसम देकर।
پیتے تھے شراب ہم اسنے چھڈی اپنی کسم دیکر
محفل می یارو نے پلا دی اسی کی کسم دیکر


Shayari for Sharab”Zāhid Sharāb Peene De Masjid Mein BaiTh Kar”

Zāhid Sharāb Peene De Masjid Mein BaiTh Kar
Yā Vo Jagah Batā De Jahāñ Par Khudā Na Ho.

ज़ाहिद शराब पीने दे मुझको मस्जिद में बैठ कर
या वो जगह बता दे जहा खुदा न हो
ظاہر شراب پینے دے مسجد مے بیٹھ کر
یا وو جگہ بتا دے جہا خدا نہ ہو-


Shayari for Sharab “Tumhe Jo Soche To Hota Hai Kaif-Sa Taari,”
Tumhe Jo Soche To Hota Hai Kaif-Sa Taari,
Tumhaara Zikr Bhi Jaame-Sharab Jaisa Hai.
तुम्हें जो सोचें तो होता है कैफ़-सा तारी,
तुम्हारा ज़िक्र भी जामे-शराब जैसा है.
تمہے جو سوچا تو ھوتا ہے کیف سا تری
تمہارا ذکر بھی جمے شراب جیسا ہے -


Shayari for Sharab “Aamaal Mujhe Apane Us Waqt Nazar Aaye”
Aamaal Mujhe Apne Us Waqt Nazar Aaye,

Jis Waqt Mera Beta Ghar Pee Ke Sharab Aaya.
आमाल मुझे अपने उस वक़्त नज़र आए ,
जिस वक़्त मेरा बेटा घर पी के शराब आया |
اعمال مجھے اپنے اس وقت نظر اے
جیس وقت میرا بیٹا گھر پی کے شراب آیا