Author: Laiba Ali

Shayari for Sharab “Khud Apani Masti Hai Jis Ne Machayi Hai Halachal”


Shayari for Sharab “Khud Apani Masti Hai Jis Ne Machayi Hai Halachal”

Khud Apani Masti Hai، Jis Ne Machayi Hai Halachal

Nasha Sharab Me Hota To Naachati Botal.

खुदा अपनी मस्ती है जिस ने मचाई है हलचल
नशा शराब में होता तो नाचती बोतल।
خودا اپنی مستی ہے جیس نے مچیی ہے ہلچل
نشا شراب مے ہوتا تو ناچتی بوتل

Shayari for Sharab “Nasha Mohabbat Ka Ho Ya harab ka”


Shayari for Sharab “Nasha Mohabbat Ka Ho Ya harab ka”
Nasha Mohabbat Ka Ho Ya Sharab Ka
Hosh Dono Me Kho Jaate Hai.
Fark Sirf Itana Hai Ki Sharab Sula Deti Hai
Aur Mohabbat Rula Deti HAI.


नशा मोहब्बत का हो या शराब का
होश दोनों में खो जाते है ,
फर्क सिर्फ इतना है की शराब सुला देती है
और मोहब्बत रुला देती है |
نشا محبّت کا ہو یا شراب کا
ہوش دونو مے خو جاتے ہے
فارک صرف اتنا ہے کی شراب سولہ دیتی ہے
اور محبّت رولا دیتی ہے

Shayari for Sharab “Aamaal Mujhe Apane Us Waqt Nazar Aaye”


Shayari for Sharab “Aamaal Mujhe Apane Us Waqt Nazar Aaye”
Aamaal Mujhe Apne Us Waqt Nazar Aaye,

Jis Waqt Mera Beta Ghar Pee Ke Sharab Aaya.

आमाल मुझे अपने उस वक़्त नज़र आए ,
जिस वक़्त मेरा बेटा घर पी के शराब आया |
اعمال مجھے اپنے اس وقت نظر اے
جیس وقت میرا بیٹا گھر پی کے شراب آیا

Shayari for Beauty “Tere Husn Ko Parde Ki Jarurat Kya Hai Zalim”


Shayari for Beauty “Tere Husn Ko Parde Ki Jarurat Kya Hai Zalim”
Tere Husn Ko Parde Ki Jarurat Kya Hai Zalim
Kaun Rehta Hai Hosh Me Tujhe Dekhne Ke Baad.
तेरे हुस्न को परदे कि जरुरत क्या है
कौन रहता है होश में तुझे देखने के बाद।
تیرے حسن کو پردے کی ضرورت کیا ہے ظالم
کون رہتا ہے ہوش مے تجھے دیکھنے کے بعد -

Shayari for Beauty “Andaaz Apna Dekhte Hain Aayine Me Woh”


Shayari for Beauty “Andaaz Apna Dekhte Hain Aayine Me Woh”
Andaaz Apna Dekhte Hain Aayine Me Woh
Aur Yeh Bhi Dekhte Hain Koi Dekhta Na Ho.
अंदाज़ अपना देखते हैं आईने में वो,
और ये भी देखते हैं कोई देखता न हो।
انداز اپنا دیکھتے ہیں اینے مے وہ
اور یہ بھی دیکھتے ہیں کوئی دیکھتا نہ ہو-

Shayari for Beauty “Husn Walo Ko Sanwarne Ki Jarurat Kya Hai”


Shayari for Beauty “Husn Walo Ko Sanwarne Ki Jarurat Kya Hai”
Husn Walo Ko Sanwarne Ki Jarurat Kya Hai
Wo To Saadgi Me Bhi Qayamat Ki Adaa Rakhte Hain.
हुस्न वालो को संवरने की जरुरत क्या है
वो ओ सादगी में भी कयामत की अदा रखते हैं।
حسن والو کو سنوارنے کی ضرورت کیا ہے
وو تو سادگی مے بھی قیامت کی ادا رکھتے ہیں-

Shayari for Beauty “Sarak Gaya Jab Uske Rukh Se Parda Achanak”


Shayari for Beauty “Sarak Gaya Jab Uske Rukh Se Parda Achanak”
Sarak Gaya Jab Uske
Rukh Se Parda Achanak
Farishte Bhi Kehne Lage
Kaash Hum Insaan Hote.
सरक गया जब उसके
रुख से पर्दा अचानक
फ़रिश्ते भी कहने लगे
काश हम इंसान होते।
سارک گیا جب اسکے
رخ سے پردہ اچانک
فرشتے بھی کہنے لگے
کاش ہم انسان ہوتے-

Shayari for Beauty “Husn Dikha Kar Bhala Kab Hui Hai Mohabbat”


Shayari for Beauty “Husn Dikha Kar Bhala Kab Hui Hai Mohabbat”
Husn Dikha Kar Bhala Kab Hui Hai Mohabbat
Wo To Kajal Laga Kar Hamari Jaan Le Gayi.
हुस्न दिखा कर भला कब हुई है मोहब्बत
वो तो काजल लगा कर हमारी जान ले गयी।
حسن دکھا کر بھلا کب ہی ہے موحبّت
وو تو کاجل لگا کر ہماری جان لے گی -

Shayari for Sharab “Tumhe Jo Soche To Hota Hai Kaif-Sa Taari,”


Shayari for Sharab “Tumhe Jo Soche To Hota Hai Kaif-Sa Taari,”
Tumhe Jo Soche To Hota Hai Kaif-Sa Taari,
Tumhaara Zikr Bhi Jaame-Sharab Jaisa Hai.
तुम्हें जो सोचें तो होता है कैफ़-सा तारी,
तुम्हारा ज़िक्र भी जामे-शराब जैसा है.
تمہے جو سوچا تو ھوتا ہے کیف سا تری
تمہارا ذکر بھی جمے شراب جیسا ہے -

Shayari for Sharab “Tute Teri Nigaho Se Agar Dil Habaab Ka”


Shayari for Sharab “Tute Teri Nigaho Se Agar Dil Habaab Ka”
Tute Teri Nigaho Se Agar Dil Habaab Ka
Pani Bhi Fir Peeye To Maza De Sharab Ka.
टूटे तेरी निगाहो से अगर दिल हबाब का
पानी भी फिर पिएं तो मज़ा दे शराब का.
ٹوٹے تیری نگاھو سے اگر دل حباب کا
پانی بھی پھر پے تو مزہ دے شراب کا-