Funny Shayari”Aaj Yaron Phir Ham Se Ho Gayi Ek Bhool”

Aaj Yaron Phir Ham Se Ho Gayi Ek Bhool.
Tohfe Mein De Diya Us Ko Gobi Ka Phool.


Funny Shayari”Aaj Yaron Phir Ham Se Ho Gayi Ek Bhool”


आज यारों फिर हम से हो गई एक भूल .
तोहफे में दे दिया उस को गोबी का फूल .



آج یاروں پھر ہم سے ہو گی ایک بھول .
توہفے میں دے دیا اس کو گوبی کا پھول .

Add a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *


Funny Shayari”Char Din Se Moo Nahi Dhoya Tum Nahane Ki Baat Karte Ho”
Pani Aanay Ki Baat Karte Ho Dil Jalane Ki Baat Karte Ho.
Char Din Se Moo Nahi Dhoya Tum Nahane Ki Baat Karte Ho.
पानी आने की बात करते हो दिल जलने की बात करते हो .
चार दिन से मू नहीं धोया तुम नहाने की बात करते हो .
پانی آنے کی بات کرتے ہو دل جلانے کی بات کرتا ہو .
چار دن سے مو نہیں دھویا تم نہانے کی بات کرتے ہو .


Funny Shayari “Kisi Aur Ki Roye To Dil Main Dard Hota Hai”
Khud Bachcha Roye To Dil Main Dard Hota Hai.
Kisi Aur Ka Roye To Sar Main Dard Hota Hai.
Khud Ki Biwi Roye To Bhi Sar Main Dard Hota Hai.
Kisi Aur Ki Roye To Dil Main Dard Hota Hai.
खुद बच्चा रोए तो दिल मैं दर्द होता है .
किसी और का रोए तो सर मैं दर्द होता है .
खुद की बीवी रोए तो भी सर मैं दर्द होता है .
किसी और की रोए तो दिल मैं दर्द होता है .
خود بچچا روے تو دل میں درد ہوتا ہے .
کسی اور کا رویے تو سر میں درد ہوتا ہے .
خود کی بیوی رویے تو بھی سر میں درد ہوتا ہے .
کسی اور کی رویے تو دل میں درد ہوتا ہے .


Funny Shayari”Jalney Ko Aag Kehtain Hein”
Jalney Ko Aag Kehtain Hein Bujhay Ko Raakh Kehtein Hein.
Jo Ap Ke Pas Nahi Usey Dimag Kehte Hein.
जलने को आग कहतें हैं बुझाय को राख कहतें हैं .
जो आप के पास नहीं उसे दिमाग कहते हैं .
جلنے کو آگ کہتیں ہیں بجھے کو راکھ کہتیں ہیں .
جو اپ کے پاس نہیں اسے دماگ کہتے ہیں .


Funny Shayari l”2 Lines Funny Shayari”
Aapki Surat Mere Dil Me Aise Bas Gayi Hai,
Jaise Chhote Se Darwaje Me Bhains Fas Gayi Hai!



 

 
आपकी सूरत मेरे दिल में ऐसे बस गयी है,
जैसे छोटे से दरवाजे में भैंस फास गयी है! .
آپ سورت میرے دل میں ایسے بس گئی ہے
جیسے چھوٹے سے دروازے میں بھینس پھاس گئی ہے


Funny Shayari “Humne Kaha Shayad Aaj Naha Kar Aayi Hai”
Zulfo Main Phoolon Ko Saja Kar Aayi Hai.
Chehre Se Dupatta Utha Kar Aayi Hai.
Kisi Ne Pucha Ki Kitni Khubsurat Lag Rahi Hai.
Humne Kaha Shayad Aaj Naha Kar Aayi Hai.
जुल्फों में फूलों को सजा के आयी,
चेहरे से दुपट्टा उठा के आयी,
किसी ने पूछा आज बड़ी खुबसूरत लग रही है,
हमने कहा शायद आज नहा के आयी।
زلفو میں پھولوں کو سجا کر آی ہے .
چہرے سے دوپٹے اٹھا کر آی ہے .
کسی نے پچا کی کتنی خوبصورت لگ رہی ہے .
ہمنے کہا شاید آج نہ کر آی ہے .