Bollywood Shayari “Tujhe Yaad Kar Liya Hai Aayat Ki Tarah …”

Tujhe Yaad Kar Liya Hai Aayat Ki Tarah …
Ab Tera Zikr Hoga Ibadat Ki Tarah.


Bollywood Shayari “Tujhe Yaad Kar Liya Hai Aayat Ki Tarah …”


तुझे याद कर लिया है आयत की तरह ,
अब तेरा ज़िक्र होगा इबादत की तरह।



تجھے یاد کر لیا ہے آیت کی طرح
اب تیرا ذکر ہوگا عبادت کی طرح

Add a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *


Bollywood Shayari “ना जाने किस तरह का इश्क़ “
Na Jaane Kis Tarah ka Ishq
Kar Rhe Hain Hum
Jiske Ho Nhi Sakte
Usi Ke Ho Rhe Hain Hum
ना जाने किस तरह का इश्क़
कर रहे हैं हम
जिसके हो नहीं सकते
उसी के हो रहे हैं हम।
نہ جانے کس طرح کا عشق
کر رہی ہیں ہم
جسکے ہو نہی سکتے
اسی کے ہو رہی ہیں ہم


Ibadat Shayari “Khuda Ke Darbar Mein”
Woh Mile Bhi Toh Faqat Khuda Ke Darbar Mein.
Ab Tum Hee Batao Ibadat Karte Ya Mohabbat.
वह मिले भी तोह फ़क़त खुदा के दरबार में .
अब तुम ही बताओ इबादत करते या मोहब्बत .
وہ ملے بھی تو فقط خدا کے دربار میں.
اب تم ہی بتاؤ عبادت کرتے یا محبت.


Bollywood Shayari “Teri Aankhon Ki Namkeen Mastiyan”
Teri Aankhon Ki Namkeen Mastiyan
Teri Hansi Ki Be Parwaah Gustakhiyan
Teri Zulfon Ki Lehrati Angdaiyaan
Nahi Bhoolunga Main
Jab Tak Hai Jaan, Jab Tak Hai Jaan
तेरी आँखों की नमकीन मस्तियाँ
तेरी हंसी की बे परवाह गुस्ताखियां
तेरी ज़ुल्फ़ों की लहराती अंगड़ाइयाँ
नहीं भूलूंगा मैं
जब तक है जान ,जब तक है जान |
تیری آنکھوں کی نمکین مستیاں
تیری ہنسی کی بے پرواہ گاتخیاں
تیری زلفوں کی لہراتی انگدہین
نہیں بھلنگا می
جب تک ہے جان ،جب تک ہے جان


Bollywood Shayari “Pyar Mein Sauda Karne Ki Aadat”
Pyar Mein Sauda Karne Ki Aadat In Aamiron Ki …
Jaan Le Leti Hai Hum Jaise Gareebon Ki.
प्यार में सौदा करने की आदत इन अमीरों की....
जान लेलेती है हम गरीबों की....
پیار می سودا کرنے کی عادت ان امیروں کی
جان لے لیتی ہے ہم گریبوں کی


Bollywood Shayari “Itni Shiddat Se Maine Tumhe Paane Ki Koshish Ki Hai …”
Itni Shiddat Se Maine Tumhe Paane Ki Koshish Ki Hai …
Ki Har Zarre Ne Mujhe Tumse Milane Ki Saazish Ki Hai
इतनी शिद्दत से मैंने तम्हे पाने की कोशिश की है,
की हर ज़र्रे ने मुझे तुमसे मिलाने की साज़िश की है।
اتنی شدّت سے مہینے تمھ پانے کی کوشش کی ہے
کی ہر زررے نے مجھے تمسے ملانے کی سازش کی ہے