(Shayari for Sharab) “Kuch Bhi Bacha Na Khene Ko “

Kuch Bhi Bacha Na Khene Ko
Har Baat Ho Gai,
Aao Kahin Sharab Piyein
Raat Hogai.


(Shayari for Sharab) “Kuch Bhi Bacha Na Khene Ko “


कुछ भी बचा न कहने को
हर बात होगई,
आओ कहीं शराब पिएं
रात होगई



کچھ بھی بچا نہ کہنے کو
ہر بات ہوگی ,
او کہیں شراب پیئیں
رات ہوگی

Add a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *


Shayari for Sharab “Tute Teri Nigaho Se Agar Dil Habaab Ka”
Tute Teri Nigaho Se Agar Dil Habaab Ka
Pani Bhi Fir Peeye To Maza De Sharab Ka.
टूटे तेरी निगाहो से अगर दिल हबाब का
पानी भी फिर पिएं तो मज़ा दे शराब का.
ٹوٹے تیری نگاھو سے اگر دل حباب کا
پانی بھی پھر پے تو مزہ دے شراب کا-


Shayari for Sharab “Aamaal Mujhe Apane Us Waqt Nazar Aaye”
Aamaal Mujhe Apne Us Waqt Nazar Aaye,

Jis Waqt Mera Beta Ghar Pee Ke Sharab Aaya.
आमाल मुझे अपने उस वक़्त नज़र आए ,
जिस वक़्त मेरा बेटा घर पी के शराब आया |
اعمال مجھے اپنے اس وقت نظر اے
جیس وقت میرا بیٹا گھر پی کے شراب آیا


Shayari for Sharab “Ek ghoot jo Sharab ki “
Ek ghoot jo Sharab ki ,
Maine labon se lagayi,
Toh samajh aaya ki,
Isse kadvi hai Teri Sacchai.
एक घूँट जो शराब की ,
मैंने लबों से लगायी ,
तोह समझ आया की ,
इससे कड़वी है तेरी सच्चाई |
اک گھونٹ جو شراب کی
مہینے لبوں سے لگی
ٹوہ سمجھ آیا کی
اسسے کڑوی ہے تیری سچائی


Shayari for Sharab”Zāhid Sharāb Peene De Masjid Mein BaiTh Kar”

Zāhid Sharāb Peene De Masjid Mein BaiTh Kar
Yā Vo Jagah Batā De Jahāñ Par Khudā Na Ho.

ज़ाहिद शराब पीने दे मुझको मस्जिद में बैठ कर
या वो जगह बता दे जहा खुदा न हो
ظاہر شراب پینے دے مسجد مے بیٹھ کر
یا وو جگہ بتا دے جہا خدا نہ ہو-


Shayari for Sharab ” Unhi Ke Hisse Me Aati Hai Ye Pyaas Aksar”
Unhi Ke Hisse Me Aati Hai Ye Pyaas Aksar
Jo Dusro Ko Peela Kar Sharab Peete Hai.
उन्ही के हिस्से में आती है ये प्यास अक्सर
जो दुसरो को पीला कर शराब पीते है.
انہی کے حصّے مے آتی ہے یہ پیاس اکثر
جو دوسرو کو پیلا کر شراب پیتے ہے -