Shayari for Sharab “Tumhe Jo Soche To Hota Hai Kaif-Sa Taari,”

Tumhe Jo Soche To Hota Hai Kaif-Sa Taari,
Tumhaara Zikr Bhi Jaame-Sharab Jaisa Hai.


Shayari for Sharab “Tumhe Jo Soche To Hota Hai Kaif-Sa Taari,”


तुम्हें जो सोचें तो होता है कैफ़-सा तारी,
तुम्हारा ज़िक्र भी जामे-शराब जैसा है.



تمہے جو سوچا تو ھوتا ہے کیف سا تری
تمہارا ذکر بھی جمے شراب جیسا ہے -

Add a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *


Shayari for Sharab “Ek ghoot jo Sharab ki “
Ek ghoot jo Sharab ki ,
Maine labon se lagayi,
Toh samajh aaya ki,
Isse kadvi hai Teri Sacchai.
एक घूँट जो शराब की ,
मैंने लबों से लगायी ,
तोह समझ आया की ,
इससे कड़वी है तेरी सच्चाई |
اک گھونٹ جو شراب کی
مہینے لبوں سے لگی
ٹوہ سمجھ آیا کی
اسسے کڑوی ہے تیری سچائی


Shayari for Sharab “Khud Apani Masti Hai Jis Ne Machayi Hai Halachal”

Khud Apani Masti Hai، Jis Ne Machayi Hai Halachal

Nasha Sharab Me Hota To Naachati Botal.
खुदा अपनी मस्ती है जिस ने मचाई है हलचल
नशा शराब में होता तो नाचती बोतल।
خودا اپنی مستی ہے جیس نے مچیی ہے ہلچل
نشا شراب مے ہوتا تو ناچتی بوتل


Zidd Shayari “Tujhe Bhulaane Ki Zid Thi Magar”
Shikwa Karane Gaye The Aur Ibaadat Si Ho Gayi,
Tujhe Bhulaane Ki Zid Thi Magar Teri Aadat Si Ho Gayi..
शिकवा करने गए थे और इबादत सी हो गई…
तुझे भुलाने की जिद थी मगर तेरी आदत सी हो गई.....
شکوہ کرنے گئے تھے اور عبادت سی ہوگیی
تجھے بھلانے کی زد تھی مگر تیری عادت سی ہوگیی


Shayari for Sharab “Aamaal Mujhe Apane Us Waqt Nazar Aaye”
Aamaal Mujhe Apne Us Waqt Nazar Aaye,

Jis Waqt Mera Beta Ghar Pee Ke Sharab Aaya.
आमाल मुझे अपने उस वक़्त नज़र आए ,
जिस वक़्त मेरा बेटा घर पी के शराब आया |
اعمال مجھے اپنے اس وقت نظر اے
جیس وقت میرا بیٹا گھر پی کے شراب آیا


(Shayari for Sharab) “Kuch Bhi Bacha Na Khene Ko “
Kuch Bhi Bacha Na Khene Ko
Har Baat Ho Gai,
Aao Kahin Sharab Piyein
Raat Hogai.
कुछ भी बचा न कहने को
हर बात होगई,
आओ कहीं शराब पिएं
रात होगई
کچھ بھی بچا نہ کہنے کو
ہر بات ہوگی ,
او کہیں شراب پیئیں
رات ہوگی